This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS
Showing posts with label Apni Kaho Kuch Meri Suno Kiya Dil. Show all posts
Showing posts with label Apni Kaho Kuch Meri Suno Kiya Dil. Show all posts

Tuesday, February 15, 2022

apni kaho kuch meri suno kiya dil "parchaian" (1952) talat mohamood lata



Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye

Rone ki aadat aisi padi
Hasne ka tarana bhul gaye
Ha bhul gaye

Kaali raate bit gayi
Phir chandani raate aayi hai
Phir chandani raate aayi hai
Dil mein nahi ujiyala mere
Gham ki ghataye chhayi hai
Gham ki ghataye chhayi hai
Preet ke wade yaad karo
Kya preet nibhana bhul gaye
Kya bhul gaye
Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye


Bhula hua hai raah musafir
Bichhada hua hai mazil se
Bichhada hua hai mazil se
Khoye huye raste ka pata
Tum puchh lo kud apne dil se
Tum puchh lo kud apne dil se
Chalate chalate aise thake
Manzil ka thikana bhul gaye
Ha bhul gaye
Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye


Nazdeek aao nazdeek aa
Yeh mausam nahi phir aane ka
Yeh mausam nahi phir aane ka
Nazdeek shama ke jaane se
Kya haal hua parvane ka
Kya haal hua parvane ka
Mitane ka fasana yaad raha
Jalane ka fasana bhul gaye
Kya bhul gaye
Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye.

Saturday, March 16, 2019

Apni Kaho Kuch Meri Suno Kiya Dil



Apni Kaho Kuch Meri Suno Kiya Dil
apani kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gayae

kya bhul gayae ronae kee aadatu aisi padi hansnae ka taraanaa bhul gayae

haan bhul gayae kali ratae bit gayi phir

chandani ratae ayi hai phir chandani raate ayi hai

dil mein nahi ujiyaala merae gam ki ghataen chhaee hai

gam ki ghataen chhaee hai

prit kae vadae yad karo

kya prit nibhana bhul gayae apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gayae

Kya bhul gaye bhula hua hai raah musafir

bichhda hua hai mazil sae.... bichhda hua hai manzil sae

khoyae hue rastae ka pata tum puchh lo kud apanae dil sae tum puchh lo kud apanae dil sae

chaltae chaltae aisae thakae

manzil ka thikaanaa bhul gayae haan bhul gayae

apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gayae

Kya bhul gayae nazdik aao nazdeek aao yah mausam nahi phir aanae ka yah mausam nahi phir aanae ka nazdik shama kae janae sae kya

haal hua parvanae ka

kya hal hua parvanae ka


mitnae ka fasana yad raha jalnae ka fasana bhul gaye

kya bhul gaye apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gaye

kya bhul gaye