Album: Do Badan (1966)
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Mere ishq ka sitara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Kabhi dagmagayi kashti
Kabhi kho gaya kinara
Raha gardishon mein hardam
Kabhi kho gaya kinara
Raha gardishon mein hardam
Koi dil ke khel dekhe
Ke mohabbaton ki baazi
Koi dil ke khel dekhe
Ke mohabbaton ki baazi
Ke mohabbaton ki baazi
Koi dil ke khel dekhe
Ke mohabbaton ki baazi
Woh kadam kadampe jeete
Main kadak kadam pe haara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Raha gardishon mein hardam
Main kadak kadam pe haara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Raha gardishon mein hardam
Yeh humari badnaseebi
Jo nahi to aur kya hain
Yeh humari badnaseebi
Jo nahi to aur kya hain
Yeh humari badnaseebi
Jo nahi to aur kya hain
Jo nahi to aur kya hain
Yeh humari badnaseebi
Jo nahi to aur kya hain
Yeh humari badnaseebi
Jo nahi to aur kya hain
Ke usi to ho gaye hum
Jo na ho saka humara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Raha gardishon mein hardam
Jo na ho saka humara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Raha gardishon mein hardam
Pade jab ghumon se paale
Rahe mitke mitne wale
Pade jab ghumon se paale
Rahe mitke mitne wale
Rahe mitke mitne wale
Pade jab ghumon se paale
Rahe mitke mitne wale
Jise maut ne na poocha
Use zindagi ne maara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Use zindagi ne maara
Raha gardishon mein hardam
Mere ishq ka sitara
Kabhi dagmagayi kashti
Kabhi kho gaya kinara
Raha gardishon mein hardam
Kabhi kho gaya kinara
Raha gardishon mein hardam