bhula nahin dena ji ,bhulaa nahin dena
zamaana kharaab hai dagha nahin dena
bhula nahin dena ji ,bhulaa nahin dena
zamaana kharaab hai dagha nahin dena
pyar ki masti chhaayi hui hai
neend si mujh ko aayi hui hai
neend se mujh ko jaga nahin dena
zamaana kharaab hai.......
bhula nahin dena ji ,bhulaa nahin dena
zamaana kharaab hai dagha nahin dena
aankhon men sapane jhoom rahen hain
geet labon ko choom rahen hain
geeton ko aahen bana nahin dena
zamaana kharaab hai.......
bhula nahin dena ji ,bhulaa nahin dena
zamaana kharaab hai dagha nahin dena
zindagi aankhen mal ne lagi hai
shama'a si dil men jal ne lagi hai
shamma'a jala ke bujha nahin dena
zamaana kharaab hai.......
bhula nahin dena ji ,bhulaa nahin dena
zamaana kharaab hai dagha nahin dena