This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS
Showing posts with label Main Pagal Mera Manava Pagal. Show all posts
Showing posts with label Main Pagal Mera Manava Pagal. Show all posts

Friday, September 13, 2019

Main Pagal Mera Manava Pagal - AASHIANA [1952] - Talat Mehmood



Main Pagal Mera Manava Pagal 

Main paagal, meraa manwaa paagal, 
paagal maeri preet rae
Main paagal, meraa manwaa paagal, 
paagal maeri preet rae
Paglaepan ki peed woh janae, 
bichhadae jis ka meet rae
Main paagal, meraa manwaa paagal, 
paagal maeri preet rae
Main paagal, meraa manwaa paagal, 
paagal maeri preet rae

Main paagal

Keh yeh duniya main deewana,
din ko dekhoon sapnae....
Keh yeh duniya main deewana,\
din ko dekhoon sapnae....
Deewani duniyaa kyaa janae
Deewani duniyaa kyaa janae 
Yeh sapnae hain apnae
Yeh sapnae hain apnae 

Ghaayal mann ki hansi udayae,
yeh duniya ki reet rae
Ghaayal mann ki hansi udayae,
yeh duniya ki reet rae
Main paagal, maera 

Chhupi huyi maeri kaayaa mein,
raakh kisi parawanae ki....
Chhupi huyi maeri kaayaa mein,
raakh kisi parawanae ki .....
Yeh mera dukhiya jeewan hai,
rooh kisi deewaanae ki
Chhupi huyi maeri kaayaa mein,

raakh kisi parawanae ki .....
Chhupi huyi maeri kaayaa mein,

raakh kisi parawanae ki .....
Yeh mera dukhiya jeewan hai,
rooh kisi deewaanae ki

Mann kae tutae taar bajaa karr,
gaoon apanae geet rae
Mann kae tutae taar bajaa karr,
gaoon apanae geet rae

Main paagal, meraa manwaa paagal, 
paagal meri preet rae
Paglaepan ki peed woh janae, 
bichhadae jis ka meet rae

Main paagal, meraa manwaa...