Musafir Hoon Yaaron
Musafir hoon yaaron na ghar hai na tikhana
Hm hm he
Musafir hoon yaaron
na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai
bas chalte jaana
Musafir hoon yaaron
na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai
bas chalte jaana
Ek raah rukh gayi
tho aur judh gayi
Main mura tho saath saath
raah murgayi
Ek raah rukh gayi
tho aur judh gayi
Main mura tho saath saath
raah murgayi
Hawaon ke paron par
mera ashiana
Musafir hoon yaaron
na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai
bas chalte jaana
Din ne haath thaam kar
idhar bithaliya
Raat ne ishaare se
udhar bulahliya
Subah se shaam se mera dostana
Musafir hoon yaaron
na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai
bas chalte jaana
Musafir hoon yaaron
na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai
bas chalte jaana