This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS
Showing posts with label cat maane billi. Show all posts
Showing posts with label cat maane billi. Show all posts

Friday, July 26, 2019

C.A.T Cat Maane Billi (Kishore Kumar & Asha Bhonsle) Dilli Ka Thug(1958)




c.a.t. cat, cat maane billi,
r.a.t. rat, rat maane choohaa
Arrey dil hai tere panje mein to kyaa huaa


m.a.d. mad, mad maane paagal,
b.o.y. boy, boy maane ladkaa
Arrey matlab iskaa tum kaho to kyaa huaa

c.a.t. cat, cat maane billi,
r.a.t. rat, rat maane choohaa
Arrey dil hai tere panje mein to kyaa huaa

m.a.d. mad, mad maane paagal,
b.o.y. boy, boy maane ladkaa
Arrey matlab iskaa tum kaho to kyaa huaa

ari baanvri tu ban jaa meri,
zaraa sun main kyaa kahtaa hoon
zaraa dekh idhar tujhe hai khabar,
tu hai kaun aur main kyaa hoon


ari baanvri tu ban jaa meri, 
zaraa sun main kyaa kahtaa hoon
zaraa dekh idhar tujhe hai khabar, 
tu hai kaun aur main kyaa hoon

g.o.a.t. goat, goat maane bakri,
l.i.o.n. lion, lion maane sher
Arrey dil hai tere panje mein to kyaa huaa


m.a.d. mad, mad maane paagal,
b.o.y. boy, boy maane ladkaa
Arrey matlab iskaa tum kaho to kyaa huaa

lage taakne kabhi aapne,
shishaa leke moonh dekhaa bhi
tumhi ik nahin jahaan mein hasin,
na hogaa koi ham saa bhi


lage taakne kabhi aapne, 
shishaa leke moonh dekhaa bhi
tumhi ik nahin jahaan mein hasin,
na hogaa koi ham saa bhi


n.o.s.e. nose, nose maane naak,
c.r.o.w. crow, crow maane kauvaa
Arrey matlab iskaa tum kaho to kyaa huaa


hun hunhun, 

c.a.t. cat, cat maane billi,
r.a.t. rat, rat maane choohaa
Arrey dil hai tere panje mein to kyaa huaa

milaa le nazar o jaan-e-jigar,
teraa kyaa karegi duniyaa


Aa: jahaan se daro ye sochaa karo, 

hamen kyaa kahegi duniyaa

arrey milaa le nazar o jaan-e-jigar,
teraa kyaa karegi duniyaa

Aa: jahaan se daro ye sochaa karo, hamen kyaa kahegi duniyaa

b.a.d. bad, bad maane buraa,
b.u.t. but, but maane lekin
Arrey dil hai tere panje mein to kyaa huaa


m.a.d. mad, mad maane paagal,
b.o.y. boy, boy maane ladkaa
Arrey matlab iskaa tum kaho to kyaa huaa