Sab Kuchh Luta Ke Hosh Mein
Na poochho pyaar ki
hamne jo haqeeqat dekhi
Wafaa ke naam pe
bikte huyi ulfat dekhi
Kisi ne loot liyaa aur
hamen khabar na huyi
Khuli jo aankh to barbaad
muhabbat dekhi
Wafaa ke naam pe
bikte huyi ulfat dekhi
Kisi ne loot liyaa aur
hamen khabar na huyi
Khuli jo aankh to barbaad
muhabbat dekhi
Sab kuchh lutaa ke hosh
mein aaye to kya kiya
Sab kuchh lutaa ke hosh
mein aaye to kya kiya
Din mein agar charaagh
jalaaye to kya kiya
Sab kuchh lutaa ke hosh
mein aaye to kya kiya
mein aaye to kya kiya
Sab kuchh lutaa ke hosh
mein aaye to kya kiya
Din mein agar charaagh
jalaaye to kya kiya
Sab kuchh lutaa ke hosh
mein aaye to kya kiya
Main wo kali hoon jo na
bahaaron mein khil saki
Main wo kali hoon jo na
bahaaron mein khil saki
Wo dil hoon jisko pyaar
ki manzil na mil saki
Manzil na mil saki
Patthar pe hamne phool
chadhaaye to kya kiya
Din mein agar charaagh
jalaaye to kya kiya
Sab kuchh lutaa ke hosh
mein aaye to kya kiya
bahaaron mein khil saki
Main wo kali hoon jo na
bahaaron mein khil saki
Wo dil hoon jisko pyaar
ki manzil na mil saki
Manzil na mil saki
Patthar pe hamne phool
chadhaaye to kya kiya
Din mein agar charaagh
jalaaye to kya kiya
Sab kuchh lutaa ke hosh
mein aaye to kya kiya
Jo mil na sakaa pyaar
gham ki shaam to mile
Jo mil na sakaa pyaar
gham ki shaam to mile
Ik bewafaa se pyaar
kaa anjaam to mile
Ae maut jald aa
Ae maut jald aa zara
aaraam to mile
Do din khushi ke dekh
na paaye to kya kiya.
xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
gham ki shaam to mile
Jo mil na sakaa pyaar
gham ki shaam to mile
Ik bewafaa se pyaar
kaa anjaam to mile
Ae maut jald aa
Ae maut jald aa zara
aaraam to mile
Do din khushi ke dekh
na paaye to kya kiya.
xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
[karate rahe khizaan se ham saudaa bahaar ka
badalaa diya to kya ye diya un ke pyaar kaa]
sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiyaa
sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiyaa
din men agar charaagh jalaaye to kya kiyaa
sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiyaa
ham bad-nasib pyaar ki rusavaai ban gaye
khud hi lagaa ke aag tamaashaai ban gaye,
tamaashaai ban gaye
daaman se ab ye shole bujhaaye to kya kiya
din men agar charaagh jalaaye to kya kiya
sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya
le-le ke haar phoolon ke aai to thi bahaar
nazaren utha ke ham ne hi dekha na ek baar
dekha na ek baar
aankhon se ab ye parade hataaye to kya kiya
din men agar charaagh jalaaye to kya kiya
sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiya