This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS
Showing posts with label LATA & TALAT MD. Show all posts
Showing posts with label LATA & TALAT MD. Show all posts

Tuesday, February 15, 2022

apni kaho kuch meri suno kiya dil "parchaian" (1952) talat mohamood lata



Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye

Rone ki aadat aisi padi
Hasne ka tarana bhul gaye
Ha bhul gaye

Kaali raate bit gayi
Phir chandani raate aayi hai
Phir chandani raate aayi hai
Dil mein nahi ujiyala mere
Gham ki ghataye chhayi hai
Gham ki ghataye chhayi hai
Preet ke wade yaad karo
Kya preet nibhana bhul gaye
Kya bhul gaye
Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye


Bhula hua hai raah musafir
Bichhada hua hai mazil se
Bichhada hua hai mazil se
Khoye huye raste ka pata
Tum puchh lo kud apne dil se
Tum puchh lo kud apne dil se
Chalate chalate aise thake
Manzil ka thikana bhul gaye
Ha bhul gaye
Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye


Nazdeek aao nazdeek aa
Yeh mausam nahi phir aane ka
Yeh mausam nahi phir aane ka
Nazdeek shama ke jaane se
Kya haal hua parvane ka
Kya haal hua parvane ka
Mitane ka fasana yaad raha
Jalane ka fasana bhul gaye
Kya bhul gaye
Apni kaho kuch meri suno
Kya dil ka lagana bhul gaye
Kya bhul gaye.

Monday, November 30, 2020

Ja Ja Re Sugna Ja Re - Laagi Nahin Choote Rama


ja ja re sugna ja re kahi de sajanva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye bhayili avara sajani puchala pavanva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye diya roj haar jaala sang sang jali ke diya roj haar jaala sang sang jali ke chandva bhi thaki jala mora sang chali ke tadapile rat din kauna re jamanva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye ja ja re sugna ja re kahi de sajanva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye birha ke dagva se bhar gayil chhatiya birha ke dagva se bhar gayil chhatiya lal se piyar bhayil hamri suratiya tohri suratiya nahi niksela manva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye bhayili avara sajani puchala pavanva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye matiya milal jala sona ke javaniya matiya milal jala sona ke javaniya ansuva me dub gayil sari jindganiya bhuyiya girela kajra bahi ke nayanva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye ja ja re sugna ja re kahi de sajanva se laagi nahi chhute rama chahe jiya jaye...

Saturday, July 20, 2019

ADAL E JAHAANGIR - AE MERI ZINDAGI TUJHE DHUNDHOO KAHAN -Duet




Ae meri zindagi tujhe - Lata

Ae meri zindagi tujhae
Dhundhu kahan
Na toh mil ke gayae
Naa hi chhoda nishaan
Ae meri zindagi
Tujhae dhundhu kahan

Saath leja mujhe
Vadiye maut me
Saath leja mujhe
Vadiye maut me
Ye bhi kya zindagi
Tu kaha main kaha
Tu kaha main kaha

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha
Na toh mil ke gaye
Naa hi chhoda nishan
Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha

Nahi mehndi sanam
Yeh hai khune jigar
Nahi mehndi sanam
Yeh hai khune jigar
Dekhi hogi bhala
Aisi dulhan kaha
Aisi dulhan kaha

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha
Na toh mil ke gaye
Naa hi chhoda nishan
Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha

Sun raha hai tu kya
Ye khushi ki sada
Sun raha hai tu kya
Ye khushi ki sada
Aa raha hai meri
Maut ka karwan
Maut ka karwan

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha
Na toh mil ke gaye
Naa hi chhoda nishan

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha.


Ae meri zindagi tujhae
Dhundhu kahan
Na toh mil ke gayae
Naa hi chhoda nishaan
Ae meri zindagi
Tujhae dhundhu kahan

Saath leja mujhe
Vadiye maut me
Saath leja mujhe
Vadiye maut me
Ye bhi kya zindagi
Tu kaha main kaha
Tu kaha main kaha

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha
Na toh mil ke gaye
Naa hi chhoda nishan
Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha

Nahi mehndi sanam
Yeh hai khune jigar
Nahi mehndi sanam
Yeh hai khune jigar
Dekhi hogi bhala
Aisi dulhan kaha
Aisi dulhan kaha

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha
Na toh mil ke gaye
Naa hi chhoda nishan
Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha

Sun raha hai tu kya
Ye khushi ki sada
Sun raha hai tu kya
Ye khushi ki sada
Aa raha hai meri
Maut ka karwan
Maut ka karwan

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha
Na toh mil ke gaye
Naa hi chhoda nishan

Ae meri zindagi
Tujhe dhundhu kaha.

Ae meri zindagi tujhe dhundoon kahan..Talat_Lata_



Ae meri zindagi tujhe


ae meri zindagi tujhe dhundhu kahan
na tu mil kae gaye, na hi chhoda nishaan

ae meri zindagi tujhe dhundhu kahan 


na wo laila rahi, na woh maimil raha
na wo laila rahi, na woh maimil raha
paas manjil pae aake luta karvan 
aake luta karvan
ae meri zindagi tujhe dhundhu kahan
na tu mil kae gaye, na hi chhoda nishaan

ae meri zindagi tujhe dhundhu kahan 

ye sitare nahi gam ke aansu hain yae
ye sitare nahi gam ke aansu hain yae
Kho raha hai mere haal par asamaan 
haal par aasmaan 
ae meri zindagi tujhe dhundhu kaha
na to mil ke gaye, na hi chhoda nishanro raha
ae meri zindagi tujhe dhundhu kaha 

tumse milte hi masti mae khoye the ham
tumse milte hi masti mae khoye the ham
aasmaan le ko uj aarman tha jehan
aemeri zindagi tujhe dhundhu kaha
tumse milte hi masti me khoye the ham
aankh kholi to ujda hua tha jahan
ae meri zindagi tujhe dhundhu kaha

Saturday, March 16, 2019

Apni Kaho Kuch Meri Suno Kiya Dil



Apni Kaho Kuch Meri Suno Kiya Dil
apani kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gayae

kya bhul gayae ronae kee aadatu aisi padi hansnae ka taraanaa bhul gayae

haan bhul gayae kali ratae bit gayi phir

chandani ratae ayi hai phir chandani raate ayi hai

dil mein nahi ujiyaala merae gam ki ghataen chhaee hai

gam ki ghataen chhaee hai

prit kae vadae yad karo

kya prit nibhana bhul gayae apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gayae

Kya bhul gaye bhula hua hai raah musafir

bichhda hua hai mazil sae.... bichhda hua hai manzil sae

khoyae hue rastae ka pata tum puchh lo kud apanae dil sae tum puchh lo kud apanae dil sae

chaltae chaltae aisae thakae

manzil ka thikaanaa bhul gayae haan bhul gayae

apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gayae

Kya bhul gayae nazdik aao nazdeek aao yah mausam nahi phir aanae ka yah mausam nahi phir aanae ka nazdik shama kae janae sae kya

haal hua parvanae ka

kya hal hua parvanae ka


mitnae ka fasana yad raha jalnae ka fasana bhul gaye

kya bhul gaye apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagana bhul gaye

kya bhul gaye

Friday, September 7, 2018

Aaha Rim Jhim Ye Pyare Pyare





Aaha Rim Jhim Ye Pyare Pyare


Aaha rimjhim keYe pyarepyare gitliye
Aai raat suhaniDekho pritliye
Mitmere sunozara Hawa kahe kya aa
Suno toh zara 
jhingarBole chikimikichikimiki
rimjhim keye Pyarepyare gitliye

Aaha rimjhim keye Pyarepyare gitliye
Aai raatsuhani Dekho pritliye
Mitmere sunozara Hawakahe kya aa
Sunotoh zara 
jhingarBole chikimikichikimiki
Rimjhim keye Pyarepyare gitliye

Khoi si bhigibhigi raatjhume
Aankhomein sapnoki baratjhume
Khoi si bhigibhigi raatjhume
Aankhomein sapnoki baratjhume
Dilki yehduniya aajBadalon kesaathJ
hume

Aaha rimjhim keye Pyarepyare gitliye
Aairaat suhaniDekho pritliye
Mitmere sunozara Hawakahe kyaaa
Suno toh zara 
jhingarBole chikimiki chikimiki
Rimjhim keye Pyarepyare gitliye

Haa Ha ha Hah hah

Aajao dilmein basaa luntumhe
Aankhonka kazarabanaa lutumhe
Aajao dilmein basaa luntumhe
Aankhonka kazarabanaa luntumhe
Jalimjamane kinigahoSe chhupaluntumhe

Aaha rimjhim keye Pyarepyare gitliye
Aai raatsuhani dekho pritliye
Mitmere sunozara Hawakahe kya aa
Sunotoh zara 

jhingarBole chikimiki chikimiki
Rimjhim keye Pyarepyare gitliye

Haathomein teremera hathrahe
Dilsejonikalihai woh baatrahe
Haathomein teremera hathrahe
Dilsejonikalihai woh baatrahe

Meratumharasari Zindagika saathrahe
Aaha rimjhim keye Pyarepyare gitliye
Aairaat suhaniDekho pritliye
Mitmere sunozara Hawakahe kya aa
Suno toh zara 
jhingarBole chikimiki chikimiki
Rimjhim keye Pyarepyare gitliye.

Thursday, February 1, 2018

Itna Na Mujse Tu Pyar Karun




Itna Na Mujse Tu Pyaar Badha / इतना ना मुझ से तू प्यार बढा

Itna Na Mujse Tu Pyaar Badha Lyrics

Itana na mujhase tu pyaar badha 
Ki main ek baadal awaara
Kaise kisika sahaara banun
Ki main khud beghar bechaara

Isalie tujhase main pyaar karun
Ki tu ek baadal awaara
Janam janam se hun saath tere
Hai naam mera jal ki dhaara

Mujhe ek jagah araam nahin
Ruk jaana mera kaam nahin
Mera saath kahaan tak dogi tum 
Main des bides ka bnjaara


Itana na mujhase tu pyaar badha 
Ki main ek baadal awaara
Kaise kisika sahaara banun

Ki main khud beghar bechaara

O nil gagan ke diwaane
Tu pyaar na mera pahachaane
Main tab tak saath chalun tere
Jab tak na kahe tu main haara

Kyon pyaar men tu naadaan bane
Ek paagal ka aramaan bane
Ab laut ke jaana mushkil hai
Maine chhod diya hai jag saara


Itana na mujhase tu pyaar badha 
Ki main ek baadal awaara
Kaise kisika sahaara banun

Ki main khud beghar bechaara


इतना ना मुझसे तू प्यार बढ़ा 
की मैं एक बादल आवारा
कैसे किसीका सहारा बनूँ
की मैं खुद बेघर बेचारा

इसलिए तुझसे मैं प्यार करुँ
की तू एक बादल आवारा
जनम जनम से हूँ साथ तेरे
है नाम मेरा जल की धारा

मुझे एक जगह आराम नहीं
रुक जाना मेरा काम नहीं
मेरा साथ कहाँ तक दोगी तुम 
मैं देस बिदेस का बंजारा

ओ नील गगन के दीवाने
तू प्यार ना मेरा पहचाने
मैं तब तक साथ चलूँ तेरे
जब तक ना कहे तू मैं हारा

क्यों प्यार में तू नादान बने
एक पागल का अरमान बने
अब लौट के जाना मुश्किल है


मैने छोड़ दिया है जग सारा