Meri Yaad Mein Tum Na Ansoo Bahana
Meri yaad mein tum na aansu bahaana
Na ji ko jalaana, mujhe bhul jaana
Samajna ke thaï ek sapana suhaana
Wo gujra jamaana, mujhe bhul jaana
Meri yaad mein
Juda meri manjil, juda teri raahen
Juda meri manjil, juda teri raahen
Milegi na ab teri meri nigaahen
Mujhe teri duniya sae hai door jaana
Na ji ko jalaana, mujhe bhul jaana
Meri yaad mein
Ye ro ro ke kehata hai tuta hua dil
Ye ro ro ke kehata hai tuta hua dil
Nahi hoon main teri mohabbat kae kaabil
Mera naam tak apanae lab pae na laana
Na ji ko jalaana, mujhe bhul jaana
Meri yaad mein tum na aansu bahaana
Na ji ko jalaana, mujhe bhul jaana
Samajna ke tha ek sapana suhaana
Wo gujra jamaana, mujhe bhul jaana
Meri yaad mein