Jaaye To Jaaye Kaha Song Lyrics
Jaaye to jaaye kaha
Jaaye to jaaye kaha
Samajhegaa kaun yaha
Dard bhare dil ki zubaan
Jaaye to jaaye kaha
Samajhegaa kaun yaha
Dard bhare dil ki zubaan
Jaaye to jaaye kaha
Maayusiyo ka majamaa hai ji me
Kya rah gaya hai is zindagi me
Maayusiyo ka maayusiyo
Ka majamaa hai ji me
Kya rah gaya hai is zindagi me
Ruh me gam dil me dhuaa
Kya rah gaya hai is zindagi me
Maayusiyo ka maayusiyo
Ka majamaa hai ji me
Kya rah gaya hai is zindagi me
Ruh me gam dil me dhuaa
Jaaye to jaaye kaha
Samajhegaa kaun yaha
Dard bhare dil ki zubaan
Jaaye to jaaye kaha
Un ka bhi gam hai
Apna bhi gam hai
Ab dil ke bachaneki
Ummid kam hai
Ummid kam hai
Un ka bhi gam hai
Apna bhi gam hai
Ab dil ke bachaneki
Ummid kam hai
Ek kashtee.. sau tufaan
Jaaye to jaaye kaha
Samajhegaa kaun yaha
Dard bhare dil ki zubaan
Jaaye to jaaye kaha.