Zindagi Khwab Hai,
ra.ngii ko naara.ngii kahe,
bane duudh ko khoyaa
chaltii ko gaa.Dii kahe,
dekh kabIraa royaa...
zi.ndagii Kvaab hai,
Kvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa
zi.ndagii Kvaab hai,
Kvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa
(motIlaal) sab sach hai
zindagI khvAb hai...
dil ne hamase jo kahaa,
hamane vaisaa hii kiyaa
dil ne hamase jo kahaa,
hamane vaisaa hii kiyaa
fir kabhI furasat se soche.nge
buraa thA KyA bhalaa
zi.ndagii Kvaab hai,
Kvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa
zindagii Kvaab hai...
ek katraa maykA jab,
patthar se ho.nTho.n par pa.Daa
ek katraa maykAjab,
patthar se ho.nTho.n par pa.Daa
patthar se ho.nTho.n par pa.Daa
usake siine me.n bhii dil dhaDkaa
ye usane bhii kahaa
ye usane bhii kahaa
(motIlaal) kyA
zi.ndagii Kvaab hai,
Kvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa
zindagI khvAb hai...
zi.ndagii Kvaab hai,
Kvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa
zindagI khvAb hai...
ek pyaalii bhar ke mai.nne,
Gam ke maare dil ko dii
ek pyaalii bhar ke mai.nne,
Gam ke maare dil ko dii
zahar ne maaraa zahar ko,
murade me.n phir jaan aa gaI
zi.ndagii Kvaab hai,
Kvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa
zi.ndagii Kvaab hai,
Kvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa
zindagI khvAb hai...