Dil Apanaa Au Rpriit Paraa_Ii
Dil Apanaa AuR priit Paraa_Ii
KisNae Hai Ye Riit Banaa_Ii
Aa.Ndhii MeiN Ek Diip Jalaayaa
Aur Paanii MeiN Aag Lagaa_Ii
Dil Apanaa Au Rpriit Paraa_Ii
KisNae Hai Ye Riit Banaa_Ii
Dil Apanaa...
Hai Dard Aisaa Ki Sahanaa Hai Mushkil
Duniyaa Vaalo.N Se Kahanaa Hai Mushkil
Ghir Ke Aayaa Hai Tuufaan Aisaa
Bach Ke Saahil Se Rehanaa Hai Mushkil
Ghir Ke Aayaa Hai Tuufaan Aisaa
Bach Ke Saahil Sae Rehanaa Hai Mushkil
Dil Apanaa Au Rpriit Paraa_Ii
Kis Ne Hai Ye Riit Banaa_Ii
Aa.Ndhii Me.N Ek Diip Jalaayaa
Aur Paanii Me.N Aag Lagaa_Ii
Dil Apanaa Au
Dil Ko Sambhaalaa Na Daaman Bachaayaa
Phailii Jab Aag Tab Hosh Aayaa
Gam Ke Maare Pukaare.N Kise Ham
Ham Se Bichha.Daa Hamaaraa Bhii Saayaa
Gam Ke Maare Pukaare.N Kise Ham
Ham Se Bichha.Daa Hamaaraa Bhii Saayaa
Dil Apanaa Au Rpriit Paraa_Ii
Kis Ne Hai Ye Riit Banaa_Ii
Aa.Ndhii Me.N Ek Diip Jalaayaa
Aur Paanii Me.N Aag Lagaa_Ii
Dil Apanaa Au
Dil Apanaa...