Dil E Naadaan
Dil e naadaan tujhae huaa kyaa hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Dil e naadaan tujhae huaa kya hai
Ham hai mushtaq aur wo bezaar
Ham hai mushtaq aur wo bezaar
Yaa ilaahi, yae majara kya hai
Dil e nadaan tujhae huaa kya hai
Mai bhi muh mein zubaan rakhata hoon
Mai bhi muh mein zubaan rakhata hoon
Kaash puchho ki muddaa kya hai
Dil e nadaan tujhae huaa kya hai
Hamako unsae wafaa ki hai ummid
Hamako unsae wafa ki hai ummid
Jo nahi jaanatae wafa kya hai
Dil e nadaan tujhae huaa kya hai
Jaan tum parr nisaar karata hoon
Jaan tum parr nisaar karata hoon
Mai nahin jaanta dawaaa kya hai
Dil e nadan tujhe huaa kya hai
Aakhir is dard ki dawaaaa... kya hai
Jaan tum parr nisaar karata hoon
Jaan tum parr nisaar karata hoon
Mai nahi jaanta dawa kya hai
Dil e nadaan tujhae huaa kya hai
Aakhir is dard ki dawaa kya hai.