Jab deep jale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Sankaet milan kaa
Bhul na jaana
Mera pyaar naa bisraana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Jab shaam dhale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Sankaet milan kaa
Bhul na jaana
Mera pyaar naa bisraana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Main palkan dagar buharuga
Teri raah niharuga
Main palkan dagar buharuga
Teri raah niharuga
Meri preet ka kajal tum
Apne nayno me male aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Teri raah niharuga
Main palkan dagar buharuga
Teri raah niharuga
Meri preet ka kajal tum
Apne nayno me male aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Jahaan pahli baar mile the hum
Jish jagah se sang chale the hum
Jahaan pahli baar mile the hum
Jish jagah se sang chale the hum
Nadia ke kinare aaj
Usi ambva ke tale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
Jish jagah se sang chale the hum
Jahaan pahli baar mile the hum
Jish jagah se sang chale the hum
Nadia ke kinare aaj
Usi ambva ke tale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana
3.37 aalap by Jesudas
Ni Rae Gaa, Rae Gaa,
Ma Ga Rae Sa SaNi
Pa Pa Maa, Rae Gaa ,
Pa Pa Maa, Rae Gaa ,
SaNiSa GaPa MaPaa
Neet saanjh savere milate hai
Neet saanjh savere milate hai
Unhe dekh ke taare khilate hai
Neet saanjh savere milate hai
Unhe dekh ke taare khilate hai
Lete hai vidaa ek duje se
Kahate hai chale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana.
Neet saanjh savere milate hai
Unhe dekh ke taare khilate hai
Neet saanjh savere milate hai
Unhe dekh ke taare khilate hai
Lete hai vidaa ek duje se
Kahate hai chale aana
Jab deep jale aana
Jab shaam dhale aana.