Main To Ek Khwaab Hoon -Mukesh
Mai toh ek khwab hun iss
Khwaab se too pyaar naa karr
Mai toh ek khwab hun iss
Khwaab se too pyaar naa karr
Pyar ho jayae toh phir
Pyaar kaa ijahaar naa karr
Mai toh ek khwaab hun
Yeh hawayae kabhi
Chupchap chalee jayaengi
Lautu kae phir kabhi
Gulshan mein nahi aayengi
Apne hathon mein hawaon
Ko giraf taar na karr
Apne hathon me hawaon
Ko giraftaar na karr
Main toh ek khwab hun
Tere dil mein hai mohabbat
Ke bhadaktae sholae
Apne seenae mein chhupa le
Yeh dhadaktae sholae
Iss tarah pyaar ko ruswaa
Sar-e-bajaar naa karr
Iss tarah pyaar ko ruswaa
Sar-e-bajaar naa karr
Mein toh ek khwaab hun
Shaakh sae tuutke gunchae
Bhi kahin khilatae hain
Raat aaur dinn bhi jamanae
Mein kahin milatae hain
Bhul ja janae dae takadeer
Sae takarar naa karr
Bhul ja janae dae takadeer
Sae takarar naa karr
Mai toh ek khwab hun.
Mai toh ek khwab hun iss
Khwab se too pyar naa karr
Mai toh ek khwab hun.