Kabhi khud pae kabhi halat pae ronaa aayaa..
Kabhi khud pae
Kabhi khud pae kabhi haalaat pae rona aayaa
Kabhi khud pae
Kabhi khud pae kabhi haalaat pae rona aayaa
Baat nikli to har ik baat pae rona aayaaa
Baat nikli to har ik baat pae ronaaa
Hum to samjhae thae kae hum
bhool gayae hain unko
Hum to samjhae thae
Hum to samjhe the kae hum
bhooal gayae hain unko
Kya hua aaj yeh kis baat pae ronaa aayaa
Kya hua aaj yeh kis baat pae rona aayaa
Kabhi khud pae kabhi haalaat pae rona
Kisliyae jeetae hain hum
Kisliyae jeetae hain hum,
kiskae liyae jeetae hain
Baraha aisae sawalaat pae ronaa aayaa
Baraha aisae sawalaat pae ronaa aayaa
Kabhi khud pae
Kaun rotaa hai kisi aur
ki khatir aye dost
Kaun rota hai kisi aur
ki khatir aye dost
Sabko apni hi kisi baat pae ronaa aayaa
Sabko apni hi kisi baat pae ronaa aayaa
Kabhi khud pae
Kabhi khud pae kabhi haalaat pae ronaa aayaa
Baat nikli to har ik baat pae ronaa aayaa
Kabhi khud pae