Chaha Tha Banu Pyar Ki Rahon Ka Devta
Chahaa tha bann pyar ki rahon ka devata
Mujhko bana diyaa hai gunahon ka devata
Chahaa tha bann pyar ki rahon ka devata
Mujhko bana diyaa hai gunahon ka devata
Chahaa tha bann pyar ki rahon ka devata
Mujhko bana diyaa hai gunahon ka devata
Yae jindagi to khwaab hai
Jeenaa bhi hai nasha
Do ghunt mainae pee liyae
To kya bura kiya
Jeenaa bhi hai nasha
Do ghunt mainae pee liyae
To kya bura kiya
Rahanae do jaam samnae
Sab kuchh yahi to hai
Har gamjada kae
Aansuon kaa devata
Mujhko bana diya hai
Gunahon ka devata
Kismat bhi humsae chal rahee
hai Chaal harr kadam
Ek chaal ham bhi chal diyae
Toh ho gayaa sitam
Ab toh chalengae chaal ham
Kismat kae saath bhi
Ek chaal ham bhi chal diyae
Toh ho gayaa sitam
Ab toh chalengae chaal ham
Kismat kae saath bhi
Aisa bana sansaar ki
Bahon kaa devataa
Mujhko banaa diya hai
Gunaho ka devataa
Hoga jahan bhi roop toh
Puja hi jayega
Chahae jahan ho phool
Vo mann ko lubhayaega
Hokarr rahaega jindagi
Mae pyar ek bar
Bash kar rahaega dil mein
Nigahon kaa daevata
Mujhko bana diya hai
Gunaahon ka daevata
Puja hi jayega
Chahae jahan ho phool
Vo mann ko lubhayaega
Hokarr rahaega jindagi
Mae pyar ek bar
Bash kar rahaega dil mein
Nigahon kaa daevata
Mujhko bana diya hai
Gunaahon ka daevata
Chaha tha bann pyar ki rahon ka daevata
Mujhko bana diya hai gunahon ka daevata.