This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS

Wednesday, January 24, 2018

Duniya Banane wale Kya Tere Maan meinSamayi



Duniya Banane wale Kya Tere Maan meinSamayi

♪ Duniya Bananewale ♪ official lyrics

duniya banane wale kya tere man me samai
kahe ko duniya banai, tune kahe ko duniya banai
duniya banane wale kya tere man me samai
kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai

kahe banae tune maati k putle, dharti ye pyari pyari mukhde
ye ujle
kahe banaya tune duniya ka khela, kahe banaya tune duniya ka
khela
usme lagaya jawani ka mela 

gupchup tamasha dekhe wah re teri
khudai
kahe ko duniya banai, tune kahe ko duniya banai
duniya banane wale kya tere man me samai
kahe ko duniya banai, tune kahe ko duniya banai

tu bhi to tadpa hoga man ko bana kar toofan ye pyar ka man
me chhupa kar
koi chhavi to ankho me teri-2
aansu bhi chhalke honge palko se teri
bol kya soojhi tujhko kahe ko preet jagai
kahe ko duniya banai, tune kahe ko duniya banai

duniya banane wale kya tere man me samai
kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai

preet bana k tune jeena sikhaya, hasna sikhaya, rona sikhaya
jeevan k path p meet milae-2
meet mila k tune sapne jagae, sapne jaga k tune kahe ko de
di judaai

kahe ko duniya banai, tune kahe ko duniya banai
duniya banane wale kya tere man me samai

kahe ko duniya banai tune kahe ko duniya banai






Duniya Bananewale Kya Tere Man Mein Samaayi
Kaaheko Duniya Banayi
Toone Kaaheko Duniya Banayi

Kahe Banaye Toone Maati Ke Putle
Dharti Yeh Pyari Pyari
Mukhde Yeh Ujle
Kahe Banaya Toone Duniya Ka Khela
Usme Lagaya Jawaani Ka Mela
Gup-Chup Tamasha Dekhe, Wah Re Teri Khudaai
Kahe Ko Duniya...

Preet Banaake Toone Jeena Sikhaaya
Hansna Sikhaaya, Rona Sikhaaya
Jeevan Ke Path Par Meet Milaye
Meet Milake Toone Sapne Sajaaye
Sapne Sajaake Toone Kahe Ko De Di Judaai


Kahe Ko Duniya...