Mera Jeevan Kora Kagaz
Mera jeevan kora
kaagaz kora hi reh gaya -2
Jo likha tha
Jo
likha tha aansoo un ke sang beh gaya
Mera jeevan
Mera jeevan kora kaagaz kora
hi reh gaya
Ik hawa ka
jhoonka aaya -2
Tuta Dali se
phool -2
Na pavan ki na chaman ki Kiski hai ye bhool -2 Kho gayi kho gayi Khushboo hawa mein kuch na reh gaya Mera jeevan Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Na pavan ki na chaman ki Kiski hai ye bhool -2 Kho gayi kho gayi Khushboo hawa mein kuch na reh gaya Mera jeevan Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Udte panchi ka thikana -2
Mera
na koijahan -2
Na dagar hai na Khabar
hai
Jana hai mujhko kahan -2
Ban ke sapna -2
Humsafar ka saath reh gaya
Mera
jeevan
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya