Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main O Hairaan Huun Main
Tere Masum SawaalonSe
Pareshaan Hoon Main O Pareshaan Hoon
Main
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
Muskuraaye To, Muskuraane Ke
Karz Utarne Honge
Ooo Muskuraauun Kabhii To
Lagataa Hai
Jaise Honthon Pe
Karz Rakhaa Hai
Ho Tujhse Naaraaz Nahiin
Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
[ Zindagii Tere Gam Ne Hamein
Rishte Naye Samajhaaye ]2
Mile Jo Hamein Dhoop Mein Mile
Chaanv Ke Thande Saaye
Thank thank you very much
Tujhse Naaraaz
Nahin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Aaj Agar Bhar Aai Hain
Boondein Baras Jaayengi
Kal Kyaa Pataa Inke Liye
Aankhein Taras Jaayengi
Ooo Jaane Kab Gum Kahaan
Khoyaa
Ek Ansuun Chhupaake Rakhaa
Thaa
Ho Tujhse Naaraaz Nahin
Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main 3