TUJSE NAARAZ NAHI
Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
Muskuraaye To, Muskuraane Ke
Karz Utaarne Honge
O, Muskuraauun Kabhii , To Lagataa
Hai
Jaise Honthon Pe Karz Rakhaa Hai
Ho Tujhse Naaraaz Nahiin
Zindagi
Hairaan Hoon Main O Hairaan
Huun Main
Zindagii Tere Gam Ne Hamein
Rishte Naye Samajhaaye
Zindagii Tere Gam Ne Hamein
Rishte Naye Samajhaaye
Mile Jo Hamein Dhoop Mein Mile
Chav Ke Thande Saaye
Ho Tujhse Naaraaz Nahin
Zindagi
Hairaan Hoon Main O Hairaan
Huun Main
Aaj Agar Bhar Aai Hain Boondein
Baras Jaayengi
Kal Kyaa Pataa Inke Liye Aankhein
Taras Jaayengi
O Jaane Kab Gum hua Kahaan Khoyaa
Ek Ansuun Chhupaake Rakhaa
Thaa
Ho Tujhse Naaraaz Nahin
Zindagi
Hairaan Hoon Main VO Hairaan
Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main