Yaad Kiya Dil Ne
Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Jhumati bahaar hai kahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
O kho gayeho aaj kis khayaal me
O dil fasaa hai bebasi ke jaal me
O kho gayeho aaj kis khayaal me
O dil fasaa hai bebasi ke jaal me
Matalabi jahaan meharabaa ho tum
Yaad kiya dilne kahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
O raat dhalchuki hai subah hogayi
O mai tumhaari yaad leke kho gayi
O raat dhalchuki hai subah hogayi
O mai tumhaari yaad leke kho gayi
Ab to meri daastaan ho tum
Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
O tum hamari zindagi ke baag ho
O tum hameri raah ke chiraag ho
O tum hameri zindagi ke baag ho
O tum hameri raah ke chiraag ho
Mere liye aasamaan ho tum
Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum.