This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS

Saturday, April 14, 2018

Main Na Bhoolunga




Main Na Bhoolunga Lyrics 

Main na bhoolunga main na bhoolungi
Main na bhoolunga main na bhoolungi
Main na bhoolunga main na bhoolungi

In rasmon ko, in kasmon ko, in rishte naaton ko
Main na bhoolunga
main na bhoolungi
Main na bhoolungi main na bhoolunga

In rasmon ko, in kasmon ko, in rishte naaton ko
Main na bhoolunga
main na bhoolungi
Main na bhoolunga main na bhoolungi

Chalo jag ko bhoolein
O chalo jag ko bhoolein
Khayalon mein jhoolein..

Baharon mein dolein
Baharon mein dolein
Sitaron ko chhoo lein
Aa teri main maang sanwaroon
Tu dulhan ban jaaye

Maang se jo dulhan ka rishta
Main na bhoolungi
Main na bhoolunga main na bhoolungi
Main na bhoolunga main na bhoolungi

Samay ki dhara mein
O samay ki dhara mein
Umar beh jaani hai..

Do ghadi jee lenge
Do ghadi jee lenge
Wohi reh jaani hai
Main ban jaaoon saans aakhiri
Tu jeevan ban jaaye..

Jeevan se sanson ka rishta
Main na bhoolungi
Main na bhoolunga main na bhoolungi
Main na bhoolunga main na bhoolungi

O.. o.. o.. o..

Barastaaa sawan ho..
Mehakata angan ho
Kabhi dil dulha ho..
Kabhi dil dulhan ho..
Gagan bankar jhoomein
Pawan bankar ghoomein
Chalo raahein modein
Kabhi na sang chhodein
Kahin pe chhup jana hai
Nazar nahi aana hai
Kahin pe bas jaayenge
Yeh din kat jaayenge

Arre kya baat chali
Woh dekho raat dhali
Yeh baatein chalti rahein
Yeh raatein dhalti rahein
Main man ko mandir kar daloon
Tu pujan ban jaaye

Mandir se pooja ka rishta
Main na bhoolungi

Main na bhoolunga main na bhoolungi
In rasmon ko, in kasmon ko, in rishte naaton ko
Main na bhoolunga main na bhoolungi
Main na bhoolungi main na bhoolunga
Main na bhoolungi main na bhoolunga
O.. o.. o.. o..
O.. o.. o.. o..