Gulabi aankhen, jo teri daekhee,
sharabee yeh dil, ho gaya
Sambhalo mujhko, oh mere yaaron, sambhalna mushkil, ho gayaa
Dil mein meri, khaab teri,
tasveer jaise ho deewar pe
Tujhpe fida, main kyu huwa,
aata hai gussa mujhe pyar pae
Mai loot gaya, maan ke dil ka kaha,
mai kahi ka na raha,
kya kahu main dilruba
Bura hai jaadoo, teri aankhon ka,
yeh mera kaatil, ho gaya
Gulabi aankhen, jo teri dekhi,
sharabi yeh dil ho gaya
Maine sada, chaha yahi,
daman bacha lu hasino sae mein
Teri kasam, khaabo mein tum
bachta fira nazneeno se mai
Tauba magar, mil gayi tujhse nazar
mil gaya darde jigar,
sun zara oh bekhabar
mil gaya darde jigar,
sun zara oh bekhabar
Zara sa haske, jo dekha tune,
mai tera bismil ho gayaa
Gulabi aankhen, jo teri dekhi,
sharabi yeh dil ho gayaa
Sambhalo mujhko, oh mere yaaron sambhalna mushkil ho gaya