Suhani Raat Dhal Chuki,
Na Jaane Tum Kab Aavoge,
Jahan Ki RutBadal Chuki,
Na Jaane Tum Kab Aavoge,
Nazare Apni Mastiyan,
Dikha Dikhake Sogaye,
Sitaare Apni Roshani,
Luta Lutake Sogaye,
Har Ekkku Shamma Jal Chukee,
Na Jaane Tum Kab Aavoge,
Suhani Raat Dhal Chuki,
Na Jaane Tum Kab Aavoge,
Tadap Rahen Hein Ham Yahan,
Tadap Rahen Hein Ham Yahan,
Tumhare Intazaar Mein,
Tumhare Intazaar Mein
Khisan Ka Rang, Aa-chala Hai,
Mausam-e-bahaar Mein,
Khisan Ka Rang, Aa-chala Hai,
Mausam-e-bahaar Mein
Mausam-e-bahaar Mein
Hawa Bhi Rukh Badal Chuki,
Na Jaane Tum Kab Aavoge,
Suhani Raat Dhal Chuki,
Na Jaane Tum Kab Aavoge,