Zindagi Kaisi hai paheli, haae
Kabhi to hasaaye Kabhi ye rulaaye
Zindagi Kaisi hai paheli, haae
Kabhi to hasaaye Kabhi ye rulaaye
Kabhi dekho man nahi jaage
Pichhe pichhe sapano ke bhaage
Aae aae Kabhi dekho man nahi jaage
Pichhe pichhe sapano ke bhaage
Ek din sapano kaa raahi
Chalaa jaae sapano ke aage kahaan
Zindagi Kaisi hai paheli, haae
Kabhi to hasaaye Kabhi ye rulaaye
Jinhone sajaae yahaan mele
Sukh-dukh sang-sang jhele
Jinhone sajaae yahaan mele
Sukh-dukh sang-sang jhele
Vahi chunkar khaamo..shi
Yun chali jaae akele kahaan
Zindagi Kaisi hai paheli, haae
Kabhi to hasaaye Kabhi ye rulaaye