Dekho Woh Chand Chupke Kartha Hai Kya
dekho vo chand chupke
karta hai kya ishare
dekho vo chand chupke
karta hai kya ishare
dekho
shayad ye keh raha hai
ham ho gaye tumhare
ho gaye tumhare
ham ho gaye tumhare
ho gaye tumhare
dekho
ulfat ka aaj hamne iqarar kar liya hai
lekin ye kaun jane
kismat me kya likha hai
manjil ko chal pade hai taqdir ke sahare
ho gaye tumhare dekho vo chand chupke
karta hai kya ishare
dekho
aisa na ho ki hamko raste me chhod jao
jakar kahi kisi ki duniya nayi basao
majhdhar me rahe ham lag jao tum kinare
ho gaye tumhare dekho vo chand chupke
karta hai kya ishare
dekho
dil me siva tumhare koi nahi hamare
ye apne dil se pucho
kya dil me hai tumhare
dege meri gavahi kudrat ke ye nazare
ho gaye tumhare dekho vo chand chupke
karta hai kya ishare
dekho
aa aa aa aa aa aa hmm mmm mmm mmm mmm