Woh Subah Kabhi Toh Aayegi
Woh subah kabhee toh aayegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Inn kalee sadiyo kae sar sae,
jab raat kaa aanchal dhalakaega
Jab dukh kae baadal pighalengae,
jab sukh kaa sagar chhalakaega
Jab anbar humm kae nachaega,
jab dharatee nagmei gayaegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Jis subah kae khaatir jug jug sae,
ham sab mar mar kar jitae hain
Jis subah kae amarit kee boond me,
ham jehar kae pyaalae pitae hain
Inn bhukhee pyasee ruho par,
ek din toh karam faramaayaegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Maana kae abhee tere mere
aramaano kee keemat kuchh bhee nahee
Mittee kaa bhee hain kuchh mol magar
Insaano kee keemat kuchh bhee nahee
Insaano kee izzattu jab juthae,
sikkon me naa tolee jaayegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Woh subah kabhee toh aayegee
Woh subah kabhee toh aayegee