This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS

Monday, July 1, 2019

Chhod Gaye Balam (HD)(Dolby Digital) - Mukesh & Lata-Barsaat 1949-Shanka...





Chhod Gaye Balam Mujhe Lyrics from Barsaat (1949)

 Chhod gaye balam
 Chhod gaye balam mujhe hay akela chhod gaye
 Tod gaye balam
 Tod gaye balam mera pyaar bhara dil tod gaye
 Chhut gaya balam

 Chhut gaya balam hay saath hamara chhut gaya
 Tut gaya balam
 Tut gaya balam mera pyaar bhara dil tut gaya

 Phul sag muskaye kaliya mai kaise muskau
 Phul sag muskaye kaliya mai kaise muskau
 Badal dekh ke bhar aai ankhiya
 Badal dekh ke bhar aai ankhiya chham-chham nir bahau
 Mai chham-chham nir bahau


 Chhut gaya balam
 Chhut gaya balam hay saath hamara chhut gaya
 Tut gaya balam
 Tut gaya balam mera pyaar bhara dil tut gaya

 Dil ki lagi ko kya koi jane mai janu dil jane - 2
 Palko ki chhaya me nache
 Palko ki chhaya me nache dard bhare afsane
 Ye dard bhare afsane
 Chhod gaye balam
 Chhod gaye balam mujhe hay akela chhod gaye
 Tod gaye balam
 Tod gaye balam mera pyaar bhara dil tod gaye
 

 Pahle mann me aag lagi aur phir barsi barsaat - 2
 Aisi chali birha ki aandhi
 Aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hu din-raat
 Mai tadpat hu din-raat
 Chhut gaya balam
 Chhut gaya balam hay saath hamara chhut gaya
 Chhod gaye balam
 Chhod gaye balam mujhe hay akela chhod gaye