Yun To Humnae Laakh Haseen Dekhae Hain
Tumsaa Nahin Dekha, oh Tumsaa Nahin Dekha
Yon To Humnae Laakh Haseen Dekhae Hain
Tumsaa Nahin Dekha, oh Tumsaa Nahin Dekha
Uff Yeh Nazarr Uff Yeh Ada
Uff Yeh Nazarr Uff Yeh Ada
Kaun Na Ab Hoga Fida
Zulfein Hain Ya Badliyaan
Aankhen Hain Ya Bijliyaan
Jaanae Kis Kiski Aayegi khazaa
Yun To Humnae Laakh Haseen Dekhae Hain
Tumsa nahin dekha, aa ha ha ha
Tum Bhi Haseen Rut Bhi Haseen
Aaj Yeh Dil Bass Mein Nahin
Tum Bhi Haseen Rut Bhi Haseen
Aaj Yeh Dil Bass Mein Nahin
Raastae Khamosh Hain
Dhadkanae Madhosh Hain
Piyae Bin Aaj Hamein Chadha Hai Nashaa
Yun To Humnae Laakh Haseen Dekhae Hain
tumsa nahin dekha, oh tumsa nahin dekha
Tum Na Agar Bologae Sanam
Tum Na Agar Bologae Sanam
Mar To Nahin Jaayengae Hum
Kyaa Pari Yaa Hoor Ho Itni Kyun Magroor Ho
Maan Kae To Dekho Kabhi Kisika Kaha
Yun To Humnae Laakh Haseen Dekhae Hain
Tumsa Nahin Dekha, oh Tumsa Nahin Dekha
Yun To Humnae Lakh Haseen Dekhae Hain
Tumsa Nahin Dekha, oh Tumsa Nahin Dekha
Aaj Yeh Dil Bass Mein Nahin
Tum Bhi Haseen Rut Bhi Haseen
Aaj Yeh Dil Bass Mein Nahin
Raastae Khamosh Hain
Dhadkanae Madhosh Hain
Piyae Bin Aaj Hamein Chadha Hai Nashaa
Yun To Humnae Laakh Haseen Dekhae Hain
tumsa nahin dekha, oh tumsa nahin dekha
Tum Na Agar Bologae Sanam
Tum Na Agar Bologae Sanam
Mar To Nahin Jaayengae Hum
Kyaa Pari Yaa Hoor Ho Itni Kyun Magroor Ho
Maan Kae To Dekho Kabhi Kisika Kaha
Yun To Humnae Laakh Haseen Dekhae Hain
Tumsa Nahin Dekha, oh Tumsa Nahin Dekha
Yun To Humnae Lakh Haseen Dekhae Hain
Tumsa Nahin Dekha, oh Tumsa Nahin Dekha