Bahut pyaar karte hain
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Kasam chaahae lae lo
Kasam chaahae lae lo
Khuda ki kasam~
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Humein har ghadi
Aarzoo hai tumhari
Humein har ghadi
Aarzoo hai tumhari
Hoti hai kaisi
Sanam beqarari
Milengae jo tumko to
Milengae jo tumko to
Batayengae hum~
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Hamari gazal hai
Tasavur tumhara
Hamari gazal hai
Tasavur tumhara
Tumharae bina abb
Na jeena gawaara
Tumhein yun hi chaahengae
Tumhein yun, hi chaahengae
Jab tak hai dum~
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Sagar ki bahon mein
Maujein hai jitni
Sagar ki bahon mein
Maujein hai jitni
Humko bhi tumsae
Mohabbat hai utni
Kae yeh baeqarari~ Kae yeh baeqarari na
Abb hogi kam~
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Kasam chaahae lae lo
Kasam chaahae lae lo
Khuda ki kasam~
Bahut pyaar kartae hain
Tumko sanam
Bahut pyaar kartae hain