Dil ka diya jala kae gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Dil ka diya jala kae gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Soyae nagmein jaag uthhae
Hontho ki shahanayi mein
Dil ka diya jala kae gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Pyar aramaano ka dar Khatkayae
khwaab jaagi aakho sae milne ko aayae...
Pyar aramaano ka dar khatkayae
khwaab jaagi aakho se milne ko aayae..
Kitanae saayae dol padae
Suni si angadayi mein
Dil ka diya jala kae gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Ek hi najar mein nikhar gayi main toh
Aaina jo dekha sawar gayi main toh
Ek hi najar mein nikhar gayi main toh
Aaina jo dekha sawar gayi main toh
Tan pae ujaala phail gaya...
Pehli hi angadai mein
Dil ka diya jala kae gaya
Yeh kaun meri tanahai mein..
Kaptae labo ko main khol rahi hu
Bol wohi jaisae kae bol rahi hu
Kaptae labo ko main khol rahi hu
Bol wohi jaisae kae bol rahi hu
Bol jo dubhe sae hai kahi
Is dil ki gahaerayi mai
Dil ka diya jala kae gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Dil ka diya....