Dekho O Deewano Tum Ye Kaam Na Karo
Dekho o deewano, tum ye kaam na karo
Raam ka naam badnam na karo
Badnam na karo
Dekho o deewano, tum ye kaam na karo
Raam ka naam badnam na karo
Badnam na karo
Raam ko samjho Krishn ko jaano
Neend se jaago o mastano
Raam ko samjho Krishn ko jaano
Neend se jaago o mastano
Jeet lo man ko padh kar Geeta
Jeet lo man ko padh kar Geeta
Man hi haara to kya jeeta to kya jeeta
Raam ka naam badnam na karo
Badnam na karo
Dekho o deewano, tum ye kaam na karo
Raam ka naam badnam na karo
Badnam na karo
Raam ko samjho Krishn ko jaano
Neend se jaago o mastano
Raam ko samjho Krishn ko jaano
Neend se jaago o mastano
Jeet lo man ko padh kar Geeta
Jeet lo man ko padh kar Geeta
Man hi haara to kya jeeta to kya jeeta
Hare Krishna hare Ram
Hare Krishna hare Ram
Jeevan ko nashe ka tum ghulam na karo
Raam ka naam badnam na karo
Badnam na karo
Raam ne hans kar sab sukh tyaage
Tum sab dukh se darke bhaage
Raam ne hans kar sab sukh tyaage
Tum sab dukh se darke bhaage
Krishn ne karm ki reet sikhaayi
Krishn ne karm ki reet sikhaayi
Tumne farz se aankh churaayi
Ho Raam duhaayi
Hare Krishna hare Ram
Hare Krishna hare Ram
Jeewan naam hai kaam ka aaram na karo
Raam ka naam badnam na karo
Badnam na karo
Dekho o deewano tum ye kaam na karo
Raam ka naam badnam na karo
Badnam na karo