Jab Chali Thandi Hawa
Jab chali thandi hawa, jab uthi kaali ghata
Mujhko aye jaan-e-wafa tum yaad aayae
Jab chali thandi hawa, jab uthi kaali ghata
Mujhko aye jaan-e-wafa tum yaad aayae
Zindagi ki dastan chahae kitni ho haseen
Bin tumhare kuch nahi
Bin tumhare kuch nahi
Kya maza aata sanam aaj bhoolae sae kahin
Tum bhi aa jaatae yahin
Tum bhi aa jaatae yahin
Yeh baharein, yeh fizaa dekh kar o dilruba
Jaanae kya dil ko hua tum yaad aayae
Jab chali thandi hawa, jab uthi kaali ghata
Mujhko aye jaan-e-wafa tum yaad aayae
Yeh nazaarae yeh sama aur phir itnae jawaan
Hayae rae yeh mastiyan, hayae re yeh mastiyan
Aisa lagta hai mujhae jaisae tum nazdeek ho
Iss chaman sae jaanae jaan
Iss chaman sae jaanae jaan
Sun kae peehi sada dil dhadakta hain mera
Aaj pehlae sae siwa tum yaad aayae
Jab chali thandi hawa, jab uthi kaali ghata
Mujhko aye jaan-e-wafa tum yaad aayae