Tujhe Suraj Kahoon Ya Chanda
- EK Phool Do Mali (1969) -
Hmm...hmmm.hmmm.hmm...
Hmm...hmmm.hmmm.hmm...
Tujhae suraj kahun ya chanda
Tujhae dip kahu yaa taara
Mera naam karaega roshan
Jag mein mera raaj dulara
Tujhae suraj kahun yaa chandaa
Tujhae deep kahun yaa taraa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa
Mai kab sae tarasa rahaa thaa
Merae aangan mein koyi khelae
Nanhi see hansi kae badlae
Meri saree duniya lae lae
Terae sang jhul raha hai
Meri baho mein jag saaraa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa
Tujhae suraj kahun yaa chandaa
Tujhae deep kahua yaa taraa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa
Aaj ungli thaamkae teri
Tujhae mai chalnaa sikh laun
Kal hath pakadna maera
Jab mai budda ho jaaun
Tu mila toh mainae paayaa
Jeenae ka nayaa saharaa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa
Tujhae suraj kahun yaa chandaa
Tujhae deep kahua yaa taraa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa
Merae baad bhee is duniya mein
zindaa mera naam rahaegaa
Jo bhi tujhko dekhaegaa
Tujhae mera laal kahaega
Terae roop mein mil jayaegaa
Mujhko jeevan do baraa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa
Tujhe suraj kahun yaa chandaa
Tujhae deep kahun yaa taraa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa.
Tujhe suraj kahun yaa chandaa
Tujhae deep kahun yaa taraa
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa.
Mera naam karaega roshann
Jag mein mera raaj dularaa.