Ye dil tum bin kahin lagataa nahi
ham kyaa karen
Ye dil tum bin kahin lagataa nahi
ham kyaa karen
tasavvur mein koi bastaa nahii
ham kyaa karen
tumhii kahdo ab-ae jaan-e-vafaa
ham kyaa karen
Lute dil mein diyaa jaltaa nahii
ham kyaa karen
tumhi kah-do ab-ae jaan-e-adaa
ham kyaa karen
Ye dil tum bin kahin lagataa nahi
ham kyaa kare
Kisii-ke dil-mein bas-ke dil-ko
tadpaanaa nahi achchhaa
Kisii- ke dil-mein bas-ke dil-ko
tadpaanaa nahi achchhaa
nigaahon ko chhalakate dekhke chhup jaanaa nahii achchhaa,
ummidon ke khile gulashan ko jhulsaanaa
nahii achchhaa
humein tum bin koi jach-taa nahii
ham kyaa karen,
tumhii kah do ab ae jaan-e-vafaa
ham kyaa karen
Lute dil mein diyaa jaltaa nahii
ham kyaa karen
Mohabbat kar-to-le-lekin mohabbat-raas aaye bhi
Mohabbat kar-to-le-lekin mohabbat raas aaye bhi
dilon ko bohj lagate hai kabhi zulfon ke saaye bhI
hazaaron gam hain is duniyaa mein apane bhi paraaye bhi
muhabbat hi kaa gam tanhaa nahii
ham kyaa karen
tumhi kah do ab ae jaan-e-adaa
ham kyaa karen
ye dil tum bin kahin lagataa nahi
ham kyaa kare
Bujaa do aag dil ki yaa isse khul kar havaa de do
Bujaa do aag dil ki yaa isse khul kar havaa de do
jo isakaa mol de paaye use apani vafaa de do
tumhaare dil mein kyaa hai bas hamen itanaa pataa de do,
ke ab tanhaa safar kat-thaaa nahii
ham kyaa karen
Lute dil mein diyaa jaltaa nahii
ham kyaa karen
ye dil tum bin kahin lagataa nahi
ham kyaa kare