Nain Mile Chain Kahan
Movie BASANT BAHAAR
nain milae chain kahaan,
dil hai wahin tu hai jahaan
yeh kya kiya saiyaan saawarae,
o tunae yeh kya kiya saiyaan saawarae
nain milae chain kahan,
dil hain wahin tu hai jahaan
yeh kya kiya saiyaan saawarae,
o tunae yeh kya kiya saiyaan saawarae
nain milae chain kahaan,
dil hai wahin tu hai jahaan
yeh kya kiya saiyaan saawarae,
o tunae yeh kya kiya saiyaan saawarae
nain milae chain kahan,
dil hain wahin tu hai jahaan
yeh kya kiya saiyaan saawarae,
o tunae yeh kya kiya saiyaan saawarae
Oooooooo Aaaaa Aaaaaa Aaaaa
chup chup reh kae, lutaya dil tujhpae
chup chup reh kae, lutaya dil tujhpae
chup chup reh kae, lutaya dil tujhpae
ek sukh paayaa mainae sau dukh sehakae
ek sukh paayaa mainae sau dukh sehakae,
chup chup reh kae
ek sukh paayaa mainae sau dukh sehakae
ek sukh paayaa mainae sau dukh sehakae,
chup chup reh kae
door door gali gali
ab toh baat phail chali
yeh kya kiya saiyaan saawarae,
o tunae yeh kya kiya saiyaan saawarae
kaun sae gagan kae talae,
dil yeh mera lae kae chalae
do naina terae bawarae,
o gori do naina terae bawarae
Aaaaaaa Aaaa Aaaa
natkhat naina, na maanae mera kehna
natkhat naina, na maanae mera kehna
hardam chaahae teri galiyo mein rehna
hardam chaahae teri galiyo mein rehna,
natkhat naina
hanskae mohae loot gayae,
kuchh kaha toh rooth gayae
do naina terae bawarae,
o gori do naina terae bawarae
nain mile chain kahaan,
dil hai wahin tu hai jahaan
yeh kya kiya saiyaan saawarae,
o tunae yeh kya kiya saiyaan saawarae
natkhat naina, na maanae mera kehna
natkhat naina, na maanae mera kehna
hardam chaahae teri galiyo mein rehna
hardam chaahae teri galiyo mein rehna,
natkhat naina
hanskae mohae loot gayae,
kuchh kaha toh rooth gayae
do naina terae bawarae,
o gori do naina terae bawarae
nain mile chain kahaan,
dil hai wahin tu hai jahaan
yeh kya kiya saiyaan saawarae,
o tunae yeh kya kiya saiyaan saawarae