Mana Janaab Ne Pukara Nahi
Album: Paying Guest
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi? Muft Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin,
Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi? Muft Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin Mana Janab Ne Pukaara Nahin
Yaaron Ka Chalan Hao Ghulami
Dete Hain Haseeno Ko Salaami Yaaron Ka Chalan Hao Ghulami Dete Hain Haseeno Ko Salaami Gussa Na Kijiye Jaane Bhi Dijiye Bandagi To Bandagi To Lijiye Sahaab
Mana Janab Ne Pukaara Nahin,
Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi? Muft Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin Mana Janab Ne Pukaara Nahin. Toota Phoota Dil Yeh Hamara Jaisa Bhi Hai Ab Hai Tumhara Toota Phoota Dil Yeh Hamara Jaisa Bhi Hai Ab Hai Tumhara Idhar Dekhiye Nazar Phenkiye Dil Lagi Na Dil Lagi Na Kijiye Sahab Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi? Muft Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin
Mana Janab Ne Pukaara Nahin
|