This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS

Thursday, July 22, 2021

Tu Hindu Banega Na Musalman : Dhool Ka Phool




tu hindu banega na musalman banega
insaan ki aulad hai insaan banega
tu hindu banega na musalman banega
insaan ki aulad hai insaan banega

achchha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai
tujhko kisi majhab se koi kaam nahi hai
achchha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai
tujhko kisi majhab se koi kaam nahi hai
jis ilm ne insaan ko taksin kiya hai
us ilm ka tujh par koi iljaam nahi hai
tu badle huye waqt ki pehchan banega
insaan ki aulad hai insaan banega
tu hindu banega na musalman banega
insaan ki aulad hai insaan banega

malik ne har insaan ko insaan banaya hamne use hindu ya musalman banaya malik ne har insaan ko insaan banaya hamne use hindu ya musalman banaya kudrat ne to bakshi thi hame ek hi dharti hamne kahi bharat kahi iran banaya jo tod de har band vo tufan banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega nafrat jo sikhaye vo dharam tera nahi hai insaan ko jo ronde vo kadam tera nahi hai nafrat jo sikhaye vo dharam tera nahi hai insaan ko jo ronde vo kadam tera nahi hai kuran na ho jisme vo mandir nahi tera gita na ho jisme vo haram tera nahi hai tu amn ka aur sulah ka armaan banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega ye din ke taajar, ye vatan bechne wale vatan bechne wale ye din ke taajar, ye vatan bechne wale insaano ke laasho ki kafan bechne wale kafan bechne wale insaano ke laasho ki kafan bechne wale ye mehlo me baithe huye katil, ye lutere kaanto ke vajru hai chaman bechne wale kaanto ke vajru hai chaman bechne wale tu inke liye maut ka ailaan banega insaan ki aulad hai insaan banega tu hindu banega na musalman banega
insaan ki aulad hai insaan banega