Bekas Pe Karam Kijiye
bekas pe karam kijiye sarkaar-e-madina
bekas pe karam kijiye
gardish main hai taqadir bhanvar main hai safina
gardish main hai taqadir bhanvar main hai safina
bekas pe karam kijiye sarkaar-e-madina
bekas pe karam kijiye
hai vaqt-e-madad aaiye bigadi ko banane
(Mughal-E-Azam) Lyrics
i mere mushkilkusha fariyaad hai fariyaad hai
aapke hote hue duniya meri barabaad hai

bigadi ko banane
goshida nahin aapse kuch dil ke fasaane
zakhmon se bharaa hai kisi majaboor kaa seenaa
bekas pe karam kijiye
chai hai musiibat kii gata gesuon vaale gesuon vaale
lillaah meri duubati kashti ko bachaale
toofaan ke asaar hai dushwaar hai jeena