This Blog is to Facilitate People who love Singing Kareoke, to play the Original You Tube Video Clip and use the Original Lyrics below to Sing along and Practice.

"NO VIOLATION OF COPY RIGHTS INTENDED"

"EVERYTHING PUBLISHED HERE IN THIS BLOG, IS AVAILABLE IN THE PUBLIC DOMAIN THROUGH GOOGLE SEARCHES AND YOU TUBE SHARE IS USED FOR VIDEO UPLOADS."

If you Scroll Down to the Bottom of the Page you will find Lists of Hindi Playback Singers and a List of Hindi Movies to find the Song you are looking for. Happy Smuling

CLICK ON SINGERS NAME TO FIND ALL THEIR BLOGGED SONGS

Thursday, November 25, 2021

Neevundeda Kondapai, - Bhagyarekha,



Lyrics: Neevundeda Kondapai 
- Bhagya Rekha by Suseela

hmmm hmmm hmm
Neevundae Da kondapai Naa swami

Naenundae De Naelapai
Ae Leela Say Vinchuno....
Ae Poola Poo Jinchuno...


hmmm hmmm hmmmm

Sriparijatha Sumaalenno Pooche
E Peda Raali Manassentha Vechae
Sriparijatha Sumaalenno Pooche
E Peda Raali Manassentha Vechae
Ne Paada Seva Maha Bhagyam Eeva
Na Pai Ne Daya Choopava Na -Swami
Neevundae Da kondapai Naa swami
Naenundae De Naelapai
Ae Leela Say Vinchuno....
Ae Poola Poo Jinchuno...


Dhoorana Naina Kanae Bhagyam Eeva

Neeroopam Naalo Sada Nilpa Neeva
Aedukondala Paina Veedaina Swami
Na Pai Ne Daya Choopava Na -Swami
Neevundae Da kondapai Naa swami
Naenundae De Naelapai
Ae Leela Say Vinchuno....
Ae Poola Poo Jinchuno...

Monday, November 8, 2021

Kahaan Ja Raha Hai - Mohammed Rafi - Seema - Nutan, Balraj Sahni




Kahan Ja Raha Hai Lyrics

Kaha ja raha hai tu ai jane vale
Kaha ja raha hai tu ai jane vale
Andhera hai man ka diya to jala le
Kaha ja raha hai tu ai jane vale
Kaha ja raha hai

Ye jivan safar ek andha safar hai
Ye jivan safar ek andha safar hai
Bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai
Bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai
Sambhalta nahi dil kisi ke sambhale
Kaha ja raha hai tu ai jane vale
Kaha ja raha hai

Jo thokar na khae nahi jeet uski
Jo thokar na khae nahi jeet uski
Jo gir ke sambhal jaae hai jeet uski
Jo gir ke sambhal jaae hai jeet uski
Nisha manzilo ke ye pairo ke chhale
Kaha ja raha hai tu ai jane vale
Kaha ja raha hai

Kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai
Kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai
Bade se jaha me tera ghar kaha hai
Tera ghar kaha hai
Tera ghar kaha hai
Jo bandhe the bandhan vo kyo tod dale
Kaha ja raha hai tu ai jane vale
Kaha ja raha hai
Kaha ja raha hai
Kaha ja raha hai
Kaha ja raha hai.

Lyrics Add By- Sir Pankaj Sehrawat

Writer(s): Gulshan Bawra, Jaikshan Shankar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com

Sunday, October 31, 2021

RAFI & LATA JI~Film-Nausherwan-E-Adil~{1957}~Taron Ki Zuban Per Hai Moha...



(taaro kee jubaan par hai muhabbat kee kahaanee
ai chaand mubarak ho tujhe raat suhaanee) - (2)

kahate hain jise chaandanee hai nure muhabbat - (2)
taaro se suneharee hai hamesha teree kismat - (2)
ja jaake palat aatee hai phir teree javaanee
ai chaand mubarak ho tujhe raat suhaanee

chhaaya hua duneeya pe muhabbat kaa asar hai - (2)
kahate hain jise chaand meraa dage jigar hai - (2)
taaro se kaha karata hai yeh dil kee kahaanee
ai chaand mubarak ho tujhe raat suhaanee

ham ho naa ho duneeya yu hee aabaad rahegee - (2)
yeh thandee hava aur yeh fija yaad rahegee - (2)
rah jayegi duneeya me muhabbat kee nishaanee
ai chaand mubarak ho tujhe raat suhaanee

Saturday, October 30, 2021

Unakkagave Naan HD - Mayabazar



Unakkagave Naan Uyir Vaazhthene 

உனக்காகவே நான் உயிர் வாழ்ந்தேனே
உலவும் தாபமே எனை நகைத்தாலுமே
உனக்காகவே நான் உயிர் வாழ்ந்தேனே

விண்மதி வானில் முகில் சேர்ந்தாலும்
என் மன வானில் இருள் சூழ்ந்தாலும்
உனக்காகவே நான் உயிர் வாழ்ந்தேனே

விரகத்தின் கனவே சுகமாகாதா
இதயத்தின் நினைவே இனிமையாகாதா
விரகத்தின் கனவே சுகமாகாதா
இதயத்தின் நினைவே இனிமையாகாதா
பிரிவினில் காணும் இன்பத்தைப் போல
பேரின்பம் ஏதுண்டோ.ஓஒ
உயிர் ஓவியமே உனையே பிரியேன்
உனது தியானமே நானே மறவேன்உயிர் ஓவியமே உனையே பிரியேன்


இதயமே உன்னை இணைந்து சென்றாலும்
இன்பக் கனவிலே மறைந்து விட்டாலும்
இணையேதுமில்லா பிரேமையினாலே
இதுதான் புவி மேலே
உனக்காகவே நான் உயிர் வாழ்ந்தேனே

கனவிலும் நீயே நினைவிலும் நீயே
மன மாளிகையில் மகிழும் தேவியே
உலகமே யாவும் ஒன்றாயினும்
என் உடலும் உயிரும் நீயே..ஏ.
உயிர் ஓவியமே உனையே பிரியேன்


உலவும் தாபமே எனை நகைத்தாலுமே
உனக்காகவே நான் உயிர் வாழ்ந்தேனே


Friday, October 29, 2021

Maya Bazar | Neekosame Video Song | NTR, SV. Ranga Rao, Savithri, ANR


Nee kosame ne jeevinchunadi
ee virahamulo ee niraashalo
nee kosame ne jeevinchunadi

vennelakuda cheekati aina
manasuna veluge lekapoyena
nee kosame ne jeevinchunadi

virahamu kuda sukhame kaada
nirathamu chinthana madhuramu kaada

virahamu kuda sukhame kaada
nirathamu chinthana madhuramu kaada
viyogavelala virise premala viluvanu kanaleva
neerupame ne dyaninchunadi
naa hrudayamulo naa manassulo
neerupame ne dyaninchunadi


hrudayamu netho vedalipoyina
madilo aashalu maasipoyina
mana premalane mari mari thalachi
praanamu nilupukoni...
neekosame ne jeevinchunadi

melakuvanaina kalalonaina
koluthunu ninne pranaya deviga
lokamulanni yekame aina
ika naa danevega....aa
neerupame ne dyaninchunandi
eevirahamulo ee niraashalo
neekosame ne jeevinchunadi


Wednesday, October 27, 2021

YAHAN KOI NAHI TERA MERE SIWA - Dil Ek mandir



YAHAN KOI NAHI TERA MERE SIWA LYRICS - Dil Ek Mandir


Yahan koi nahi tera mere siwa
Kehti hai jhoomti gaati hawa
Tum sabko chhod kar aa jao, aa jao, aa jao
Tum sabko chhod kar aa jao, aa jao, aa jao

Teri man ki uljhanein  suljhana chahta hoon
Teri man ki uljhanein  suljhana chahta hoon
Tumhein aaj se apni  main bananaa chahta hoon
Man ke sunehre mandir  mein bithana chahta hoon
Man ke sunehre mandir  mein bithana chahta hoon

Yahan koi nahi tera mere siwa
Kehti hai jhoomti gaati hawa
Tum sabko chhod kar aa jao, aa jao, aa jao
Tum sabko chhod kar aa jao, aa jao, aa jao

Baadal bhi banke paani  ik din to barasta hai
Baadal bhi banke paani  ik din to barasta hai
Loha bhi jal ke aag mein  ik din to pighalta hai
Jis dil mein ho mohabbat  ik din to tadapta hai
Jis dil mein ho mohabbat  ik din to tadapta hai

Yahan koi nahi tera mere siwa
Kehti hai jhoomti gaati hawa
Tum sabko chhod kar aa jao, aa jao, aa jao
Tum sabko chhod kar aa jao, aa jao, aa jao

o,door jaane wale... suraiya...audio.. film pyar ki jeet



O door jane wale
O door jane wale
Wada na bhul jana
Wada na bhul jana
Raate hui andheri
Raate hui andheri
Tum chand banke aana
Tum chand banke aana
O door jane wale

Apne huye paraye
Apne huye paraye
Dushman hua zamana
Apne hue paraye
Dushman hua zamana

Tum bhi agar na aaye
Tum bhi agar na aaye
Mera kaha thikana

Ho door jane wale
Ho door jane wale
Wada na bhul jana
Wada na bhul jana
Ho door jane wale


Aaja kisi ki aankhe
Aaja kisi ki aankhe
Ro ro ke kah rahi hai
Aaja kisi ki aankhe
Ro ro ke kah rahi hai
Aisa na ho ke hamko
Aisa na ho ke hamko
Karde juda zamana
Ho door jane wale
Ho door jane wale
Wada na bhul jana
Wada na bhul jana
Ho door jane wale.

Tuesday, October 26, 2021

Monday, October 25, 2021

Mohe Bhool Gaye (HD) - Baiju Bawra Songs - Meena Kumari - Bharat Bhushan...


Jo main aisa jaanti
Ke preet kiye dukh hoye
Ho nagar dhindhora peet-ti
Ke preet na kariyo koye

Mohe bhool gaye sanwariya
Bhool gaye sanwariya
Mohe bhool gaye sanwariya
Bhool gaye sanwariya

Aawan keh gaye, ajhun na aaye
Aawan keh gaye, ajhun na aaye
Leeni na mori khabariya
Mohe bhool gaye sanwariya
Bhool gaye sanwariya

Dil ko diye kyun dukh birha ke
Tod diya kyun mahal bana ke
Dil ko diye kyun dukh birha keTod diya kyun mahal bana ke
Aas dila ke oh bedardi
Aas dila ke oh bedardi
Pher li kaahe najariya
Mohe bhool gaye sanwariya
Bhool gaye sanwariya

Nain kahe ro-ro ke sajna
Dekh chuke hum pyar ka sapna
Nain kahe ro-ro ke sajna
Dekh chuke hum pyar ka sapna

Preet hai jhoothi, pritam jhootha
Preet hai jhoothi, pritam jhootha
Jhooti hai saari nagariya
Mohe bhool gaye sanwariya
Bhool gaye sanwariya