Aaja Re Pardesi -Madhumati
Madhumati
Aaja rae pardesi
Main to kab se khari is paar, ye ankhiyaan Thak gayi panth nihaar, aaja ree pardesi Main to kab se khari is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar,
aaja re e e e e e e e pardesi
Main diye ki aisi baati,
jal na saki jo bujh bhi na paati Main diye ki aisi baati, jal na saki jo bujh bhi na paati Aa mil mere jeevan saathi, oh Aaja re, main to kab se khadi is paar, ye ankhiyaan Thak gayi panth nihaar, aaja re e e e e e e e pardesi
Tum sang janam janam ke phere,
bhool gaye kyoon saajan mere Tum sang janam janam ke phere, bhool gaye kyoon saajan mere
Tadpat hoon main saanj savere, oh
Aaja re, main to kab se khadi is paar, ye ankhiyaan Thak gayi panth nihaar, aaja re e e e e e e e pardesi
Main to kab se khari is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar, aaja ree pardesi Main to kab se khari is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar, aaja re e e e e e e e pardesi
Main nadiya phir bhi main pyaasi,
bhed ye gehra baat zaraa si Main nadiya phir bhi main pyaasi, bhed ye gehra baat zaraa si Bin tere har baat udaasi, oh Aaja re, main to kab se khadi is paar, ye ankhiyaan Thak gayi panth nihaar, aaja re pardesi |