Aap yu hee agar ham se milte rahe
Aap yun hee agar ham sae miltae rahae
Dekhiyae ek din pyar ho jayaega
Aap yun hee agar ham sae miltae rahae
Dekhiyae ek din pyar ho jayaega
Aisee batae na karo hasin jaadugar
Meraa dil teree aankho mae kho jayaega
Aap yu hee agar ham sae miltae rahae
Dekhiyae ek din pyar ho jayaega
Aaa aa aaa ha
Oooo Ooo Oooo
Pichhae pichhae meare aap aatee hai kyon
Pichhae pichhae mere aap aatee hai kyon
Merae rahon mein aankhae bichatee hai kyon
Aap aatee hai kyon
Pichhae pichhae meare aap aatee hai kyon
Pichhae pichhae mere aap aatee hai kyon
Merae rahon mein aankhae bichatee hai kyon
Aap aatee hai kyon
Kya kahu aap sae yeh bhee ek raj hai
Ek din iska ijhar ho jayaega
Aap yu hee agar ham sae miltae rahae
Dekhiyae ek din pyar ho jayaega
Kaisee jadugaree kee aarae jadugar
Kaisee jadugaree kee aarae jadugar
Terae chehere sae hatthee nahee yeh najar
Hai meree yeh najar
Aisee najaro sae dekha agar aap nae
Sharam sae rang gulnar ho jayaega
Aap yun hee agar ham sae miltae rahae
Dekhiyae ek din pyar ho jayaega
Aaa aa aaa ha
Oooo Ooo Oooo
Mein mohobbat kee raho sae anjaan hun
Mein mohobbat kee raho sae anjaan hun
Kya kahun kya karuun mein paraeshaan hun
Hai, paraeshaan huun
Aap kee yeh pareshaniya dekh kar
Meraa dil bhee paraeshaan ho jayaega
Aap yun hee agar ham sae milte rahae
Dekhiyae ek din pyar ho jayaega
Aisee batae na karo hasin jadugarr
Meraa dil teree aankho mein kho jayaega.