Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera
Mukesh
Jis dil mein basa tha pyaar teraa
Uss dil ko kabhi kaa toad diyaa
Hay toad diyaa
Badnaam na honae dengae tujhae
Teraa naam hi laena choad diyaa
Hay choad diya
Jis dil mein basa tha pyaar teraa
Jab yaad kabhi tum aaogae
Samjhengae tumhae chahaa hi nahee
Rahon mein agar mil jaogae
Sochengae tumhae dekhaa hi nahee
Sochengae tumhae dekha hi nahee
Jo dar pae tumhari jaati thee
Un raahon ko hamnae thoad diyaa
Hay thoad diyaa
Jis dil mein basa tha pyaar teraa
Samjhengae tumhae chahaa hi nahee
Rahon mein agar mil jaogae
Sochengae tumhae dekhaa hi nahee
Sochengae tumhae dekha hi nahee
Jo dar pae tumhari jaati thee
Un raahon ko hamnae thoad diyaa
Hay thoad diyaa
Jis dil mein basa tha pyaar teraa
Ham kaun kisi kae hotae hain
Koi hamko yaad karegaa kyun
Aapnae do aansu bhi ham parr
Koi barbaad karaega kyun
Koi barbaad karaega kyun
Us maajee ko bhi gilaa ham sae
Majdhaar mein jis nae choad diyaa
Hay choad diya
Jis dil mein basa tha pyar taeraa
Us dil ko kabhi kaa tod diyaa
Badnaam na honae dengae tujhae
Tera naam hi laena choad diyaa