O Basanti, Pawan Pagal,
O Basanti, Pawan Pagal,
Naa Jaa Rae Naa Jaaa
Roko Koi..eeeeeee…
O Basanti, Pawan Pagal,
Naa Jaa Rae Naa Jaaa
Roko Koi....
O Basanti…
Ban Kae, Pathhar Hum Padae Thae,
Suni Suni..Raah Main..
Ban Kae, Pathhar Hum Padae Thae,
Suni Suni..Raah Main..
Ji Uthae Hum,Jab Sae Teri,.
Baah Aayi Baah Main..
Chheen Kar Naino Sae Kajal,
Naa Jaa Rae Naa Jaaa..
Roko Koi..E..E..E…
O Basanti Pawan Pagal,
Naa Jaa Rae Naa Jaaa
Roko Koi..
O Basanti…
Yaad Kar, Tunae Kaha Thaa,
Pyar Sae, Sannsaar Hai,.
Yaad Kar, Tunae Kaha Thaa,
Pyar Sae, Sannsaar Hai,.
Hum Jo Haarae, Dil Ki Baazi,
Yae Teri Hi Haar Hai,.
Sun Lae, Kyaa Keheti Hai Payal,
Naa Jaa Rae Naa Jaaa..
Roko Koi..E..E..E…
O Basanti, Pawan Pagal,
Naa Jaa Rae Naa Jaaa
Roko Koi..
O Basanti…
Naa Jaa Rae Naa Jaaa
Roko Koi..
O Basanti…